Monday, May 25, 2020

Tune jo na kaha main wo sunta raha





Artist: Mohit Chauhan
Album: New York (2009)
Title: Tune Jo Na Kaha


Ummm Hmm Umm Hmm
Ummm Hmm Umm Hmm

Tune Jo Na Kaha
Mein Woh Sunta Raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Tune Jo Na Kaha
Mein Woh Sunta Raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha
Durr Chaht Se Na Ab Apni Chalta Raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Dard Phele Se Hai Jyaaada
Khud Se Phir Yeh Kia Vaada
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan

Abb Na Pehli Si Baatein Hai
Bolo To Lab Thartharatein Hai
Raaz Yeh Dil Ka Na Ho Baiyan
Hoga Na Ab Asar Humpe Nahin
Hum Safar Mein To Hai Humsafar Hai Nahi

Door Jaata Raha Paas Aata Raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Aaya Woh Phir Nazar Aise
Baat Chidne Lagi Phir Se
Aankhon Mein Chubhta Kal Ka Dhuan

Haal Tera Na Humsa Hai
Is Khushi Mein Kyon Gumsa Hai
Basne Laga Kyon Phir Woh Jahan
Woh Jahan Dur Jis Se Gaye The Nikal
Phir Se Aankhon Mein Karti Hai Jaise Pehal

Lamha Beeta Hua ,dil Dukhata Raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Tune Jo Na Kaha
Mein Woh Sunta Raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha
Durr Chahat Se Abb Apni Chalta Raha


Bhuj Gai Aag Thi Daag Jalta Raha

Naina full video song with Lyrics from the Movie Dangal




Jhootha jag rain basera
saanchha dard mera..
mrig trishna sa moh piya..
naata mera tera..

 naina..
jo saanjhe khwab dekhte the
naina..
bichad ke aaj ro diye hai yun..
naina..
jo milke raat jaagte the
naina..
sehar mein palken michte hain yun..

juda huve kadam
jinhone li thi ye kasam
milke chalenge hardum
ab baant te hain ye gham

bheege naina..
jo khidkiyon se jhaankte they naina
hutan mein band ho gaye hai yun..

saans hairaan hai mann pareshan hai..
ho rahi si kyun ruaansa yeh meri jaan hai..
kyun neerasha se hai aas haari huyi
kyun sawalon ka utha sa dil mein toofaan hai..

naina..
the aasmaan ke sitaare
naina..
grahan mein aaj toot-te hain yun
naina..
kabhi jo dhoop senkte the
naina..
thehar ke chhaaon dhoondhte hain yun

juda hue kadam
jinhon ne li thi ye kasam
milke chalenge hardum
ab baant te hain ye gum

bheege naina
jo saanjhe khwab dekhte they naina
bichad ke aaj ro diye hain yun..
…………………………
……………………………………..